TAQLEED KA RADD 4ron imamo se ..
☆TAQLEED KO ABU HANEEFA NE HARAM KAHA HAI----
★Aap ne farmaya mai tabayi ki Taqleed nahi karta Q k WO b meri tarha insan hai-
aur kisi ko taqleed karna jayez nahi
(nurul anwar taba yusufi 219)--
Image may contain: text
◆ABU HANEEFA kehte hai k jisko.mere kehne ki daleel malum na ho usko mere Qaul par fatwa dena haram hai
(mizane sherani 48)~
☆IMAM MALIK farmate hai k koi.shakhs aisa nahi jis k sab kalam Qabil e Qabool hon.
Sirf RASOOL E KHUDA saw hai jinki sab baten Qabile qabool hai..
◆Imam SHAFAYI -kehte hai k jab.sahi hadees mil jaye wohi mera mazhab hai ..
Jab mera kalam hadees k khilaf ho to hadees par amal karo ..
Mere kalam ko deewar par mar 2~
Meri TAQLEED mat karo.
(aqdaljeed 49)...
☆imam SHAFAI ne apni aur gair ki taqleed se mana farmaya hai
(aqdaljeed 40)..
◆imam AHMAD BIN HAMBAL farmate hai k na meri taqleed karna ..
◇na MALIK ki..
◇Aur na AUZAYI ki aur na kisi aur ki TAQLEED karo ..
◇Kitabo sunnat se ahkam lo (aqdaljeed 42)

Comments