*Main taqleed kyun nahi karta*
Bismillahirrahmanirraheem
Ghour se padho
Muqallid aur mujtahid ke darmiyan ilmi bahez
*muqallid*🔻 : assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
*mujtahid*🔺 : walekum assalam wareh matullahi wabarakatuh
*muqallid*🔻: aap taqleed kyun nahi karte ?
*mujtahid*🔺: taqleed quraan wo sunnat se sabith nahi hai
*muqallid*🔻 : lagta hai aap ne ye ayat nahi padhi hai (فسئلوا اھل ذکر ان کنتم لاتعلمون)
Ahle zikar se sawal karo agar tum nahi jante
*mujtahid*🔺: padhi hai lekin isme taqleed kahan se aagayi ?
*muqallid*🔻: kyun nahi allah taala ne kaha nahi ke agar tumhe ilm na ho to sawaal kar lo
*mujtahid*🔺: yahi to main tumhein samjhana chahta hu sawaal taqleed nahi huwa karta
*muqallid*🔻: kyun nahi sawaal karna taqleed hai
*mujtahid*🔺: agar sawaal karna taqleed hai to imaam abu hanifa bhi apne ustaad se sawaal karte the to wo bhi muqallid huwe
*muqallid* (sar par haath rak kar)🔻 : nahi ji jo khud taqleed karta ho uski taqleed nahi ho sakti sawaal karna taqleed nahi hai
*mujtahid*🔺: aur tumhare ulma bhi jahel huwe jo taqleed karte hai kyunke jo ayat tumne padhi hai isme hai ke agar tumhein ilm na ho (jahel) ho to sawaal karo
*muqallid* (munh basor kar)🔻 : aap ki baat to theek lagti hai par wo
*mujtahid* 🔺: wo kya ?
*muqallid* 🔻: wo ek aur ayat hai jisme taqleed ka hukum hai (یاایھا الذین آمنوا اطیعوا اللہ واطیعوا الرسول والی الاَمر منکم) to ulool amr ke taqleed ka hukum hai
*mujtahid*: to kya is ayat par imaam abu hanifa ne amal kiya
*muqallid*(kaafi dair soch kar) 🔻: ji kiya quraan par amal na karne wala musalman hi nahi
*mujtahid*🔺: imaam abu hanifa ne amal kiya hai to unhone baqoul taqleed ki
Aur aap kahrahe hai ke jo taqleed karta hai uski taqleed nahi ho sakti
To tera imaam to khud muqallid hogaya
*muqallid*🔻: wo nahi abu hanifa mujtahid hai unhone amal nahi kiya
*mujtahid*🔺 : acha abu hanifa ne quraan par amal nahi kiya to aap ne khud kaha hai ke jo quraan par amal na kare wo musalman hi nahi to wo imaam kaisa huwe phir to abu hanifa ki imaamat khatam hogayi
*muqallid* 🔻: mujhe samajh aagaya ke is ayat main taqleed ka hukum nahi hai main ghalat par tha chale aap hi rahnumayi karde kiya karna chahiye ???
*mujtahid*🔺 hamein har masle main quraan wo sunnat par amal karna chahiye aur jo ayat aapne padhi hai isme hai ke (فئان تنازعتم فی شیء فرودوہ الی اللھ والرسول) ke jab tum main tanaza ho to usko allah aur uske rasool ki taraf Image may contain: one or more people
Na ke ulool amr ki taraf
*muqallid*🔻: aap ki baat to bilkul theek hai lekin aam aadmi to quraan wo sunnat padha huwa nahi hai
*mujtahid*🔺: kya aam aadmi fiqha padha huwa hai ?
*muqallid*🔻: nahi
*mijtahid*🔺: to jis tarah wo fiqha aur imaam abu hanifa ke qoul puchta hai to wahan imaam e arabi ki sunnat pucha kare rab kayenaat ka farmaan pucha kare aur usi par amal kiya kare
*muqallid*🔻: fiqha to shara'ee zarurat hai
*mujtahid*🔺: fiqha shara'ee zarurat nahi shara'ee zarurat itteba wo itaat hai aur kisi sahabi ne taqleed nahi kiya aur na hi taba'een ne balke nabi kareem sallallau alaihi wasallam ke wafaat ke baad 100 saal se zyada tak taqleed ka naam o nishaan tak na tha
*muqallid*🔻: lekin fiqha to imaam sahab ne asaan kardi hai
*mujtahid*🔺: la haula wala quwwata illa billah apki ye baat bilkul ghalat hai fiqha to quraan o sunnat ke muqable main mushkil hai quraan o sunnat asaan hai jaisa ke allah taala farmate hai (ولقد یسرنا القراآن للذکر فھل من مدکر) hamne hi is zikar ko (yani quraan ko) asaan kardiya, hai koi ghour o fikar karnewala aur main muqallideen se challenge karta hu ke wo mere saath mubahila kare ke quraan o sunnat mushkil hai aur fiqha asaan hai
*muqallid*🔻: theek hai mujhe samajh aagayi ke quraan o sunnat asaan hai jiska rab taala ne apni pak kitaab main zikar bhi kiya hai
*mujtahid*🔺: to phir kya khayal hai apka ?
*muqallid*🔻: main allah ko gawah bana kar ye elaan karta hu ke ayinda taqleed nahi karunga aur nabi kareem sallallahu alahi wasallam ki itteba wo itaat main zindagi basar karunga
*mujtahid*: allah apko isteqamat de aur apko nabi kareem sallallahu alaihi wasallam ka saath naseeb farmaye kyunke nabi ka farman hai ke aadmi (qayamat ke din) usi ke saath hoga jisse wo mohabbat karta hai
Aur muqallideen abu hanifa ke saath honge aur abu hanifa ka anjaam kya hota hai kisi ko nahi malum
Allah hi jaanta hai 
👉khoob share karo👌

Comments