Popular posts from this blog
BEWARE FROM WHO YOU TAKE KNOWLEDGE FROM ‼ Galat Manhaj Walo Se Ilm Hasil Nahi Karna Chahiye, Aaj Ke Dour Me Aise Bohat Se Naam Ke Aalim Hai Jo Sirf Logo Ko Khush Karne Ke Liye Ulta Seedha Bayan Karte Hai Aur Is Fitne Me Aam Awam Mubtila Hai! Abu Dhar said, “I was with the Prophet (Sallal lahu aliwasalam) one day and I heard him saying: “There is something I fear for my Ummah more than the Dajjal.” It was then that I became afraid, so I said: “Oh Rasool Allah! Which thing is t hat?” He (SAW) said; “Misguided and astray scholars.” (Reference:-Recorded in Musnad Imam Ahmad (no, 21334 ).
TALAAQ KE BAARE ME (EK MAJLIS KI 3 TALAAQ) Bismillahirrahmanirraheem ================================ TALAAQ KE BAARE ME (EK MAJLIS KI 3 TALAAQ) ================================= QURAN ME HAI 2:229 “TALAQ DO MARTABA HAI” LAFZ MARRATAN, MARAT TA TANBIYA HAI JISKE MAANI YE HAI KE EK MARTABA KE BAAD DUSRI MARTABA YANI WAQFE KE SAATH. YE MAANI NAHI HAI KE EKHATTHI 2 TALAQE JAISA KE DARJ ZEIL AYAT BHI ISPAR SHAHID HAI: sURAH NOOR 58 “WALLAZINA LAM YABLUGUL HULUMA MINKUM SALASA MARRATIN……………….” TARJUMA: Imaan walo! tum se tumhari milikiyat ke ghulamo ko aur inhein bhi jo tum me se bulughat ko na pahunche hu (apne aane ki) TEEN WAQTO ME IJAAZAT HAASIL KARNI ZAROORI HAI. NAMAZ FAJR SE PAHLE AUR ZOHAR KE WAQT …… AUR ISHA KI NAMAZ KE BAAD…………… IS AYAT ME LAFZ MRAT MARAT KI JAMAT HAI, IS LAFZ K BAAT 3 AWQAT BAYAN KIYE GAYE HAIN JINME WAQFA HAI NA KE EKHATTE HAIN (YANI EK MARTABA FAJAR SE PAHLE, DUSRI MARTABA DOPAHER KO, TEESRI MARTABA NAMAZ ISHA K BAAD) LEHAZA MALOOM H...
Comments
Post a Comment